Hindi:
भारत के नंबर 1 ज्योतिषी एस्ट्रो भाग्यराज गुप्त द्वारा अपनी कुंडली का विश्लेषण करवाएं अपॉइंटमेंट के लिए इस लिंक पर क्लिक करें Appointment With Aacharya Ji by Call | आचार्य जी से फ़ोन पर बात करें पर या मोबाइल नंबर +91 91156 51234 पर संपर्क कर सकते हैं। ॐ नमो भगवते वासुदेवाय नमः
English:
Chhathi Katyayani Vikhyata
Jai Ambe Jai Katyayani,
Jai Jagmata Jag Ki Maharani.
Baijnath Sthan Tumhara,
Wahan Varadati Naam Pukara.
Kai Naam Hain, Kai Dham Hain,
Yeh Sthan Bhi To Sukhdham Hai.
Har Mandir Mein Jyot Tumhari,
Kahin Yogeshwari Mahima Nyari.
Har Jagah Utsav Hote Rehte,
Har Mandir Mein Bhakt Hain Kehte.
Katyayani Rakshak Kaya Ki,
Granthi Kaate Moh Maya Ki.
Jhoothe Moh Se Chhudane Wali,
Apna Naam Japane Wali.
Brihaspativaar Ko Pooja Kariyo,
Dhyaan Katyayani Ka Dhariyo.
Har Sankat Ko Door Karegi,
Bhandare Bharpoor Karegi.
Jo Bhi Maa Ko 'Bhgat' Pukaare,